Sunday 18 June 2017

Ramadaan


Aaj doosraa Rozaa 

Taareekh 29-5-2017 Aaj ka quitaaAasaaniyon ke waastey Rab ki Ataa hai ye.Bekaar mas-alon mein na aisey padaa karo.Tum ko har ik sawaal kaa mil jaaye gaa jawaab.Qur-aan ko hameshaa samajh ka padhaa karo.Hussain Kavish ( Mumbai )

No comments:

Post a Comment